Hum andhere mein akele bhatak rahe the...
Aur andhera hum mein,
Jee rahe the magar, zindagi hamari kahin girvi thi
Pyaar ke badle dil se dard ki aahat nikalti thi
Phir ek roz in tadapti aankhon ne maani haar
Socha jeeke kya karein, jab ek bhi aansoon nahin raha
Aankhen bandh, dil ne maut ki taraf chalang lagayee
Aankhen khuli tho khudh ko tumhari bahon mein paya